Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKumar Sanu
HomeKumar Sanu
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain inhen khabar hai tumhen hum pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain tumhen khuda ne zamane mein naazneen kiya meri nazar ne tumhen aur bhi haseen kiya tere bagair safar kya hai rasta kya hai hum aashiqon ko zamane se wasta kya hai hum aashiqon ko zamane se wasta kya hai ke hum to aap ko jaanam pasand karte hain isiliye tumhen mausam pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain inhen khabar hai tumhen hum pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain kareeb aao ke bhar len tumhen nighahon mein tumhen samet len inn beqaraar baahon mein hai kaun aisa jise dhadkanon mein band karen tumhin batao tumhen kyun na hum pasand karen tumhin batao tumhen kyun na hum pasand karen ke pyaase log hi shabnam pasand karte hain koi kare na tumhen hum pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain inhen
ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte gagan ke taare agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte gagan ke taare main saare taare kharid leta tumhaare aanchal mein taank deta magar kya karun main ke ye jaantaa hoon taare milte nahin aise taare milte nahin aise ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte haseen sapne agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte haseen sapne main saare sapne kharid laata tumhaari palkon pe main sajaata magar kya karun main ke ye jaantaa hoon sapne milte nahin aise sapne milte nahin aise ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise main jaantaa hoon main jaantaa hoon kahaan ye paise kahaan muhabbat kahaan ye zarre kahaan wo parvat kahaan ye kaagaz ki ek naav kahaan wo jazbaat ka bahaab ye sach hai magar phir bhi main sochta hoon ye jo thode se hain paise kharch tum par karun
ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal dekha jo tujhe jaanam hua hai bura haal ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal main mila tu mili tu mili main mila main mila tu mili tu mili main mila duniya jale to jale pyaar karenge tujh pe marenge dhak dhak dil ye kare uff teri dillagi dil ko jalaane lagi dilruba tu mujhe nakhre dikhane lagi gairon ki baahon mein ithlla ke jaane lagi ye teri berukhi mujh ko sataane lagi chhodo ji chhodo sanam zid apni chhodo sanam naazuk hai dil ye mera dil ko na todo sanam dil ko na todo sanam ye lambi lambi ratein aa kar le mulaaquatein jaane kyun dil ye mera tera hi hona chaahe gusse mein laal na kar ye gore gore gaal ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal na tu kar khat pat kar pyaar jhat pat mere aaja tu
ye kaisi mulaqaat hai main kis khumaar mein hoon ye kaisi mulaqaat hai main kis khumaar mein hoon tu aa ke jaa chuka hai main intezaar mein hoon ye kaisi mulaqaat hai main kis khumaar mein hoon ye kaisi mulaqaat hai main kis khumaar mein hoon tu aa ke jaa chuka hai main intezaar mein hoon ye kaisi mulaqaat hai main kis khumaar mein hoon ye kaisi mulaqaat hai kabhi sharmaaun kabhi ghabaraaun kabhi anjaane gale lag jaaun haan kabhi sharmaaun kabhi ghabaraaun kabhi anjaane gale lag jaaun ye kya masti hai ye kya aalam hai humen behkaaye kaisa mausam hai yun khiza mein lag raha hai main bahaar mein hoon ye kaisi mulaqaat hai main kis khumaar mein hoon ye kaisi mulaqaat hai hey jise mein chahun vo dil jaani tu tera raja mein meri rani tu hey jise mein chahun vo dil jaani tu tera raja mein meri rani tu hay naya joda hai nayi saari hai naya bangla hai nayi gaadi hai deewani main na khud ke ikhtiyar mein hoon ye kaisi mulaqaat hai main kis khumaar mein hoon ye kaisi
ikke ko baadshah ne maara baadshah jo beghum se haara aur gulaam kismat ka maara bechara yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan baaziyaan yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi ek baazi tune jeeti ek baazi maine haari ek baazi maine jeeti ek baazi tune haari kaun jeeta kaun haara yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi jab talak hai band mutthi hai wo pyare laakh ki aur jaise hee khuli ho jaayegi wo khak ki laakh kya aur khaak kya yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi yeh zamana mujhse hai main zamane se nahin har fasana mujhse hai main fasane
chor sipaahi ke jhagde mein hogi kiski jeet chor kisi ke meet yahaan na mor kisi ke meet yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki o raja aa jaa talaashi de jaa yahaan se bach ke na jaa paayega lagi paabandi hai nakabandi agar tu bhaaga maara jaayega o raja aa jaa talaashi de jaa
zindagi se jab mile ajnabi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi har cheez paas aati huyi har cheez paas aati huyi door hi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra kabhi dosti lagi to hoo kabhi dosti lagi to kabhi dushmani lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi aaa aaaaa dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain khamosh saahilon par toofan khade huye hain honthon ki hansi hooooo honthon ki hansi aadmi ki bebasi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi naari ki zindagi to majboor ek nadi hai naari ki zindagi to majboor ek nadi hai paida huyi kahaan par jaa kar kahaan mili hai sach baat sunke sab ko oooo oooo ooo ooo sach baat sunke sab ko aksar buri lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi is zindagi ke silsile kitne ajeeb hain jo the nazar se door wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Aaina Jo Tumhen Tamanna (1996) 06:05 14318
 
Poster of Tamanna (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 06:05   Song Number : 14318   

Ye Jo Thode Se Hain Paise Papa Kahte Hain (1996) 05:23 11792
 
Poster of Papa Kahte Hain (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Jugal Hansraj, Mayuri Kango
Duration : 05:23   Song Number : 11792   

Ye Kaali Kaali Aakhein Baazigar (1993) 07:23 18716
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:23   Song Number : 18716   

Ye Kaisi Mulaqaat Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:11 21444
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 05:11   Song Number : 21444   

Yeh Zindagi Hai Ek Juaa Zindagi Ek Juaa (1992) 08:36 21487
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 08:36   Song Number : 21487   

Yun Ghoor Ghoor Ke Zindagi Ek Juaa (1992) 09:01 38723
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Shakti Kapoor
Duration : 09:01   Song Number : 38723   

Zindagi Se Jab Mile Asmaan Se Ooncha (1989) 04:39 40854
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Raj Babbar, Govinda, Anita Raj, Sonam
Duration : 04:39   Song Number : 40854   
Karaoke Songs of kumar sanu, Sad Songs of kumar sanu, Love Songs of kumar sanu, Dance Songs of kumar sanu, Hip-hop songs of kumar sanu, Best songs of kumar sanu, Super hit songs of kumar sanu, hit songs of kumar sanu, duet songs of kumar sanu, solo songs of kumar sanu, old songs of kumar sanu, famous songs of kumar sanu, Hindi Karaoke Songs of kumar sanu, Hindi Sad Songs of kumar sanu, Hindi Love Songs of kumar sanu, Hindi Dance Songs of kumar sanu, Hindi Hip-hop songs of kumar sanu, best Hindi songs of kumar sanu, super hit Hindi songs of kumar sanu, hit Hindi songs of kumar sanu, duet Hindi songs of kumar sanu, solo Hindi songs of kumar sanu, old Hindi songs of kumar sanu, famous Hindi songs of kumar sanu, Sing Along Songs of kumar sanu, Sing Along Sad Songs of kumar sanu, Sing Along Love Songs of kumar sanu, Sing Along Dance Songs of kumar sanu, Sing Along Hip-hop songs of kumar sanu, Sing Along Best songs of kumar sanu, Sing Along Super hit songs of kumar sanu, Sing Along hit songs of kumar sanu, Sing Along duet songs of kumar sanu, Sing Along solo songs of kumar sanu, Sing Along old songs of kumar sanu, Sing Along famous songs of kumar sanu